Kabhi kabhi tu muje itni yaad aa jati hai,
dil ki har dhadakan pe sirf tu hi rah jati hai.
dil ki baat kese kahu tujse,
jab mera dil toh tere paas hai.
jita yuhi hu,
mar bhi yuhi jauga.
kabhi kabhi ya pal pal,
bas tuje hi yaad karke.
Kabhi kabhi tu muje itni yaad aa jati hai,
dil ki har dhadakan pe sirf tu hi rah jati hai.
Bewafaa sirf mahebooba nahi hoti,
bewafaa toh koi bhi hoti hai.
Jo saath dene ka vadaa karke,
saath na de,
bewafaa toh vo bhi hoti hai.......