Pages

Tuesday, June 19, 2012


Teri meri jo mohbbat hai,
yeh usi ki kahani hai.
mere dil jo chahat hai,
yeh usi ki kahani hai.
dil tadpta hai mera,
tu bhi tadpti hai kahi.
aansu jo baheta hai,
teri yaadon ki nishani hai.
harpal tera hi chahera hai,
har taraf tera hi naam hai.
Yeh sitare jo aasma me,
yeh chand yuh khila hai.
tre mere milan ki,
yeh sab dasta bataye.
Teri meri jo mohbbat hai,
yeh usi ki kahani hai.
mere dil jo chahat hai,
yeh usi ki kahani hai.

No comments: