Pages

Wednesday, October 19, 2011

Teri yaad

Teri yaad,
har pal rulati hai,
har pal tadpati hai.
mujko bada satati hai.
mahabbat hai ya kya,
main nahi janta hu,
magar sirf tuje hi,
main chahta hu.
teri chaht me,
main hu ya nahi.
yeh main na jan.
pata hu.
magar sirf,
tujko hi yaad,
karta jata hu.
Teri yaad,
bas yuhi tanha,
mujko kar jati hai.....

No comments: