Pages

Monday, October 24, 2011

Yaad me teri

Yaad me teri,
khoya hu ab main.
yaad teri aaye,
tadpaye mujko.
dil pe koi ab,
jor na mera.
pyar me bah gaya,
tanha main mara.
kya tha main aur,
kya ban gaya yara.
Yaad me teri,
khoya hu ab main.
mout bhi ab toh,
kare bewaffai.
wafaa jake magu,
kisse ab main.
raho me yuhi,
kho gaya ab main.
Yaad me teri,
khoya hu ab main.

No comments: